Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

    ASSALAM-O-ALIKUM PEGHAM.NET!:welcome:

    UMEED HAI K AP SAB THIIK THAAK HON GE:)
    AJ MAIN AP SAB K DARMIAN IK IMP BAT DISCUSS KERNA CHAHTI HON
    N HOPE AP LOG BHI IS PER SOCHAIN GE N HUM KISE NICOO DECISION TAK POHANCH JAIN GE:insha: ....

    APNE BHI MERI TARAH AKSAR SUNA HO GA K

    ~PAKISTANI EDUCATION SYSTEM KO CHANGE HONA CHAHIYE
    ~PAKISTANI EDU SYS IK NAQIS EDU SYS HAI
    ~RATTAFICATION IS A COMMON FACTOR INFACT

    N SOOOOOO ON....

    TO WO KIA STEPS HON GE JIN SE HUM PAKISTANI EDU SYS KO BEHTER BANA SAKIN...+ WO KONSI CHEEZIN HAIN JO PAKISTANI EDU SYS KO KHARAB KER CHUKI HAIN KONSI AMENDMENTS KI ZAROORAT HAI?
    KIS CHEEZ KI XCLUSION ZARORI HAI N HUMIN KIA INCLUDE KERNA HAI

    APK REPLIES KA INTIZAR RAHE GA KHUSH RAHIYE!:D:

    WASALAM!:wave

  • #2
    Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

    Will reply in detls soon :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

      Pak Education SySTem System Hai he Nahe es ko System kehna he nahe Chaye :)

      Comment

      • #4

        Education to ab aik buisness ki shakal ikhtyar kar chuki hai..bare hi Afsos ki baat hai :0
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

          Kahan se shiroo karoon? masoom bachi aap ne boht acha topic select kiya hey.

          Pakistan ka Education System, jo log issay system nhi mantay unn ki soch ghalat hey. Meray watan mein system hey lekin iss system ko chalanay walay hath kumzor hein. Kisi bhi idaray ki kamyabi uss ki intezamiya k hath mein hoti hey, idaray mazboot bunyadon per ustwar hon to awaam bhi mutmain hoti hey. mugar humaray han iss cheez ka shadeed fuqdan hey. Mein dekhti hoon k jin jin idaron se mein ne taleem hasil ki aaj kai saal guzarnay k bahd bhi wahan k asatzah wohi hein jin se mein ne parha tha. Humaray Education system mein tabdeeli darkar hey, naye zamanay ke naye rohjanat hein, nai zaroortain hein, iss k liye naya sylabus chahiye, naye tarbiyat yafta asatza chahiyein. Lekin hum taraqqi ki iss daur mein kiyun peechay reh gaye hein? Issi wajah se k humara nizaam aur nisaab dono puranay ho chukay hein. Machinery ki tabdeeli aik zaroorat ban chuki hey.
          Agar dekha jaye to PRIVATE IDARAY , SARKARI IDARON se qadray behtar kirdar ada kar rahay hein, yeh alag bat hey k private schools ki taleem aam bachay ya ghareeb bachay hasil nhi kar saktay hein. Lekin mayar k lehaz se private idaray boht aagay hein. Shayed hi kuch schools hon gay jo sirf paisa bnanay ki khatir open kiye gaye hon gay.

          Yeh mera zati tajurba hey k PAKISTAN ki TALEEM even EUROPE k mulkon se bhi zayada behtar hey. Agar aap England k aik 10 sala bachay se MATHS ka koi swal pooch lein, Times yehni PAHAARA pooch lein, kisi word k spellings pooch lein to uss k reputation PAKISTAN mein parhnay waly bachay k muqablay mein boht naquss ho gi.

          Aik bat humesha zehn mein rakhiye k apni kisi cheez ko bura kehnay k bajaye uss ko behtar bananay k baray mein sochiye.

          Comment

          • #6

            Originally posted by YAARAM
            Education to ab aik buisness ki shakal ikhtyar kar chuki hai..bare hi Afsos ki baat hai :0
            ji ye to hai but us bussiness main bhi widout mehnat log profit le ker jate hain koi PAKISTAN ko thiik nahin kerna chahta
            batin sab kerte hain but amal koi bhi nahin her koi hi kehta hai na k HAMARI NEW GENERATION k liye ye thiik hai wo ghalat hai.....
            but phir khud hi hum apni NEW NASAL k liye kuch bhi nahin ker rahe:(
            kaaaaash hum kuch steps utha ker new generation k fresh brains ko ziada sharp n polish ker sakin kaash kuch aisa edu sys ho hamare pas:cc:
            thatz y i hate our Govt. :fuming: :hathora :devilsmil
            jo kuch kerti hi nahin hai stupid.....kia ker rahe hain hamare edu minister???:hathora

            Comment

            • #7
              Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

              Originally posted by Mir
              Pak Education SySTem System Hai he Nahe es ko System kehna he nahe Chaye :)

              i think system to hai but wo sys nahin jise sys kaha jata hai yani EDU SYS ki proper defination hamare edu sys per fit nahin hoti.....becoz na hamare pas accha NISAAB hai,na koi TRAINING,na koi CONCEPT

              just ik concept hai k per lo becoz nahin perha to hum un per kehlain ge acche institutions main per lo becoz aisa nahin kia to hum nalaiq kehlain ge apni IZZAT ki bari fiker hai humko but koi bhi SEEKHNE k liye qqqqqq nahin perta hai kise ko bhi ye fiker q nahin k ye jo itna sara time hum laga rahe hain + money bhi to kuch seekh hi lain

              koi ye fiker q nahin kerta hai k is edu sys ko world best edu sys banaya jai....buhat se PAKISTANI STUDENTS abroad jate hain perne ye bat mehsos ker k q hamari Govt. ko sharam nahin ati:fuming:
              STUPID :devilsmil

              Comment

              • #8
                Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                Originally posted by Masood
                Will reply in detls soon :)
                ok i'll wait:)

                Comment

                • #9
                  Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                  hmm .. nice thread i ll get back to u asap

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                    Originally posted by Muskan
                    Kahan se shiroo karoon? masoom bachi aap ne boht acha topic select kiya hey.

                    Pakistan ka Education System, jo log issay system nhi mantay unn ki soch ghalat hey. Meray watan mein system hey lekin iss system ko chalanay walay hath kumzor hein. Kisi bhi idaray ki kamyabi uss ki intezamiya k hath mein hoti hey, idaray mazboot bunyadon per ustwar hon to awaam bhi mutmain hoti hey. mugar humaray han iss cheez ka shadeed fuqdan hey. Mein dekhti hoon k jin jin idaron se mein ne taleem hasil ki aaj kai saal guzarnay k bahd bhi wahan k asatzah wohi hein jin se mein ne parha tha. Humaray Education system mein tabdeeli darkar hey, naye zamanay ke naye rohjanat hein, nai zaroortain hein, iss k liye naya sylabus chahiye, naye tarbiyat yafta asatza chahiyein. Lekin hum taraqqi ki iss daur mein kiyun peechay reh gaye hein? Issi wajah se k humara nizaam aur nisaab dono puranay ho chukay hein. Machinery ki tabdeeli aik zaroorat ban chuki hey.
                    Agar dekha jaye to PRIVATE IDARAY , SARKARI IDARON se qadray behtar kirdar ada kar rahay hein, yeh alag bat hey k private schools ki taleem aam bachay ya ghareeb bachay hasil nhi kar saktay hein. Lekin mayar k lehaz se private idaray boht aagay hein. Shayed hi kuch schools hon gay jo sirf paisa bnanay ki khatir open kiye gaye hon gay.

                    Yeh mera zati tajurba hey k PAKISTAN ki TALEEM even EUROPE k mulkon se bhi zayada behtar hey. Agar aap England k aik 10 sala bachay se MATHS ka koi swal pooch lein, Times yehni PAHAARA pooch lein, kisi word k spellings pooch lein to uss k reputation PAKISTAN mein parhnay waly bachay k muqablay mein boht naquss ho gi.

                    Aik bat humesha zehn mein rakhiye k apni kisi cheez ko bura kehnay k bajaye uss ko behtar bananay k baray mein sochiye.
                    Muskaan sis apka reply mujhse urr gaya:(
                    to main jald hi apko reply kerti hon but wait 4 a short while:)
                    wase nice reply! :)

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                      Originally posted by ForumAdmin
                      hmm .. nice thread i ll get back to u asap
                      ok we'll wait:)

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                        Originally posted by Muskan
                        Kahan se shiroo karoon? masoom bachi aap ne boht acha topic select kiya hey.

                        Pakistan ka Education System, jo log issay system nhi mantay unn ki soch ghalat hey. Meray watan mein system hey lekin iss system ko chalanay walay hath kumzor hein. Kisi bhi idaray ki kamyabi uss ki intezamiya k hath mein hoti hey, idaray mazboot bunyadon per ustwar hon to awaam bhi mutmain hoti hey. mugar humaray han iss cheez ka shadeed fuqdan hey. Mein dekhti hoon k jin jin idaron se mein ne taleem hasil ki aaj kai saal guzarnay k bahd bhi wahan k asatzah wohi hein jin se mein ne parha tha. Humaray Education system mein tabdeeli darkar hey, naye zamanay ke naye rohjanat hein, nai zaroortain hein, iss k liye naya sylabus chahiye, naye tarbiyat yafta asatza chahiyein. Lekin hum taraqqi ki iss daur mein kiyun peechay reh gaye hein? Issi wajah se k humara nizaam aur nisaab dono puranay ho chukay hein. Machinery ki tabdeeli aik zaroorat ban chuki hey.
                        Agar dekha jaye to PRIVATE IDARAY , SARKARI IDARON se qadray behtar kirdar ada kar rahay hein, yeh alag bat hey k private schools ki taleem aam bachay ya ghareeb bachay hasil nhi kar saktay hein. Lekin mayar k lehaz se private idaray boht aagay hein. Shayed hi kuch schools hon gay jo sirf paisa bnanay ki khatir open kiye gaye hon gay.

                        Yeh mera zati tajurba hey k PAKISTAN ki TALEEM even EUROPE k mulkon se bhi zayada behtar hey. Agar aap England k aik 10 sala bachay se MATHS ka koi swal pooch lein, Times yehni PAHAARA pooch lein, kisi word k spellings pooch lein to uss k reputation PAKISTAN mein parhnay waly bachay k muqablay mein boht naquss ho gi.

                        Aik bat humesha zehn mein rakhiye k apni kisi cheez ko bura kehnay k bajaye uss ko behtar bananay k baray mein sochiye.
                        BUhat shukerya Muskaan sis!:)
                        ji sis thiik kaha apne but sys ko chalane wale hath q kamzor hain?
                        n kia unki kamzori itni choti mistake hai k hum aane wali generation ko barbad hone dain?q?hum q barbaad hone dain......
                        ji bilkul thiik mera bhi khiyal hai k buhat mehnat kerni ho gi humko tab ja ker hamara COURSE change ho ga n ik bar COURSE change ho jai tab way of teaching khud ba khud change ho ga n usk liye teachers ko trained kerna ho ga....
                        asal main being a nation hum MEHNAT kerna BHOOL chuke hain thatz y KUCH BHI NAHIN KERTE.....hamari country main buhat se log bahir jate hain high edu k liye but un main se kitne wapis ate hain? n jo wapis a jain unki kitni ratio hai jo use high edu ko PAKISTAN main hi implement kerne ki koshish kerti hai????
                        prob ye hai k hum SIRF APNE liye SOCHTE hain
                        apni nation or dosron k liye nahin:(
                        n yahi buhat bari BURAI hai hamari......
                        wat do u think ager PAKISTAN main ik hi EDU SYS ho jo SAB K liye ho yani ameer n ghareeb dono k liye ISLAM bhi equality hi ka hukm deta hai na n us ik edu sys ko charon(4) provinces main lago kia jai + wahan 5th grade k bad hi RESEARCH n PRACTICAL work start kia jai q k is age main ik baccha jo sekhta hai jis way main perta hai use ko adopt bhi ker leta hai.......n hum aise lakeer k faqeer hain k M.Phill n PHD tak ka intizar kerte hain phir jab research work start hota hai to hum burhe ho chuke hote hain phir hum apni research ka faida kese country ko dain:fuming: burhape main kia itni himmat hoti hai
                        jo kam young age main hona chahiye wo hamari edu humko burhape main deti hai:hathora n prob ye hai k koi nahin sochta

                        ik or bat buhat se private institutions sirf MONEY based hote hain jesa k YARAM bhai ne kaha k ik BUSSINESS hAI....becoz wo corrupted hote hain unko ap pesa do wo apko question paper ki shakal dekhaye begher apko DEGREE de dete hain.....sab private institute bhi ik jese nahin + private institutes main,main ne CLASSES n STATUS SYMBOL buhat common dekha hai wahan TALEEM to hoti hai per TARBIYAT nahin!

                        jab k TALEEM n TARBIYAT dono imp hain.......
                        ji bilkul apni cheez ko bura kehne ka sochna bhi nahin chahiye but usk -ve point ko is nazarye se discuss kerna chahiye k ap usko door ker sakin:)thx 4 ur precious rai sis!:salam:

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                          :rose
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~`~apki Rai N Hamara Education System~`~

                            mein to THE MASK ki post pe apna view point de chuka aap bhi perh lijiye :)
                            :thmbup:

                            Comment

                            Working...
                            X